Couverture de Prem Panth Aiso Kathin

Prem Panth Aiso Kathin

Aperçu
Essayer pour 0,00 €
Écoutez en illimité un large choix de livres audio, créations & podcasts Audible Original et histoires pour enfants.
Recevez 1 crédit audio par mois à échanger contre le titre de votre choix - ce titre vous appartient.
Gratuit avec l'offre d'essai, ensuite 9,95 €/mois. Possibilité de résilier l'abonnement chaque mois.

Prem Panth Aiso Kathin

De : OSHO
Lu par : OSHO
Essayer pour 0,00 €

9,95 € par mois après 30 jours. Résiliez à tout moment.

Acheter pour 16,83 €

Acheter pour 16,83 €

À propos de cette écoute

Kathinayi chaahe prem ke panth ki ho ya dhyaan ke maarg ki, pandhrah pravachanon ki is prashnottar pravachanmala mein Osho ne sabhi prashnon ke atyant saral aur subodh samaadhan diye hain. Shero-shaayari aur kavitaon se bharpoor ye pravachan panth ki saari kathinaayi ko door kar ek nayi subah ki tarah hamein abhibhoot kar lete hain. Osho kehte hain: 'Main to dekhta hoon ek naya suraj, ek nayi subah, ek naya manushyaa, ek nayi prithvi - vah roj nikharti aa rahi hai. Agar hum thode sajag ho jaayein to yah aur jaldi ho jaaye, yah raat kat jaaye, yah prabhat jaldi ho jaaye. Dhyaan ke diyon ko jalao aur prem ke geeton ko gaao. Prem ke geet aur dhyan ke diye, jo subah aadmi ke jeevan mein nahi hui use paida kar sakte hain. Aur aadmi bohut tadap liya hai, narak mein bohut jee liya hai. Samaay hai ki ab hum swarg ko prithvi par utaaar lein. Swarg utar sakta hai.'

  • Chapter1: Paripurna Jeevan Ka Darshan Hi Ishwar Darshan
  • Chapter2: Parmaatma Yaani Hriday
  • Chapter3: Chup-Chup Hi Chaaha Jaata Hai
  • Chapter4: Ab Junu Rahnuma Zindagi Raahi Hogi
  • Chapter5: Vah Tumhe Sada Se Yaad Kar Raha Hai
  • Chapter6: Prem Avyaakhya Hai
  • Chapter7: Mera Sandesh Mera Sandesh Bankar Pohunchao
  • Chapter8: Vah Aya Hua Hai - Tum Bhaage Hue Ho
  • Chapter9: Mamta Bandhan, Prem Muktidaayi
  • Chapter10: Swarg To Hamara Swabhav Hai
  • Chapter11: Prem Nirdhoom Shikha Hai
  • Chapter12: Jagat Ki Sabse Badi Chunauti: Ishwar Ki Khoj
  • Chapter13: Beejroop Prem Se Swaasroop Prem Ki Or
  • Chapter14: Shunya hone Ka Sahas Hi Sannyaas Hai
  • Chapter15: Saanjh Tak Bhi Laut Aanewala Bhoola Nahi Kehlaata

Please note: This audiobook is in Hindi.

©1979 OSHO International Foundation (P)2016 OSHO International Foundation
Médecine alternative et complémentaire Méditation
Les membres Amazon Prime bénéficient automatiquement de 2 livres audio offerts chez Audible.

Vous êtes membre Amazon Prime ?

Bénéficiez automatiquement de 2 livres audio offerts.
Bonne écoute !
    Aucun commentaire pour le moment