Bujhaye Na Bujhe [Extinguish or Not]
Impossible d'ajouter des articles
Échec de l’élimination de la liste d'envies.
Impossible de suivre le podcast
Impossible de ne plus suivre le podcast
0,99 € par mois pendant les 3 premiers mois
Acheter pour 14,01 €
-
Lu par :
-
Uplaksh Kochhar
-
De :
-
Nimish Agrawal
Deh ke jwarbhate ke bich prem ka chand atma ke gagan par khilta aur doobta hai. Purnima aur amawasya ke bich hi kahin prem aakar leta hai aur prakash aur andhere ki sandhirekha par hi ansu aur aag ki patkatha rachi jati hai. Upanyas ‘Bujhaye na bujhe’ isi prem ki kahani kahta hai. Adam aur hawwa ki us prem kahani ko ankhon ne dekha aur pankhon ne sameta, jo kahani lakhon baras se suni aur sunaai ja rahi hai. Sunne aur sunane wale har yug me badalte rahe hain. Bas nahin badla to stree aur purush ke bich ka cumbakiy akarshan aur vikarshan. Prem ki barish aur ghrina ka bavandar. Lekhak Nimish Agrawal ki yah pahli kitab hai jo pyar ke jadui ehsas aur jazbat se bhari hui hai.
©2021 Nimish Agrawal (P)2024 Audible, Inc.